Dilwale Dulhania Le Jayenge
Aise bade bade deshon mein aisi choti choti baatein hoti rehti hain
Shahrukh: mujhe chahiye ek aisi ladki , jisse dekhte hi dil ki har aarzoo, saare khwaab , saare rang zinda ho jaaye, abhi aisa hua nahi, lekin ab lagta hai jaise
koi andekha anjaana chehra baadalon mein se pukaar raha hain pata nahi ye
baadal kab hattenge, aur kab woh pukaarnewaali saamne aayegi. kya tumhare saath aisa kabhi nahi hua sangrita?
Kajol: meri zindagi me andekhe anjane ke liye koi jagah nahi hai
SRK: pyar kerti ho muje se
Kajol: sab se ziyada
SRK: baroosa hai muj per
Kajol: khud se ziyada
SRK: to bus phir to doli uthne ki dair hai
Aisa pehli baar hua hai satrah adrah saalon mein
andekha anjaanaa koi aane lagaa khayalo mein
aankho ki khidaki par ik saayaa saa lehraataa hai
dil ke darwaje par koi dastak dekar jaataa hai
gehri gehri kaali aankhe mujhse mujhko poochhati hain
haatho ki rekhao mein ik chehra saa ban jaataa hai
uski saanse resham jaise gaalo ko chhu jaati hain
uske haatho ki khushbu hai ab tak mere baalo mein
Aisa pehli baar hua hai satrah adrah saalon mein
andekha anjaanaa koi aane lagaa khayalo mein
my fiгst commеnt (іt wаs super lοng) so Ι guess I'll just sum it up what I had written and say, I'm thoroughly enjοying your blog.
I too аm an asρіring blog blogger but
I'm still new to the whole thing. Do you have any points for novice blog writers? I'd really apрreciate it.
My site: Watch Switched at Birth Season 1 Episode 26 The Tree of Forgiveness
Post a Comment